SUBSCRIBE FOR LATEST UPDATES
Thana (lunch Time)
santu table par Khana Laga rahi hoti hai, cheetah or Billu SS ki help Karte hai plates lagane Mai,
SS to KK: Madam aap bi Aaye na
krisha: nahi ap sab karu, hame Bhook nahi hai,
PJ ye sab dekh Rahi Hoti hai hai
SS: madam please na,
Krisha: par hum kaise,
Billu: kaise se Kya matlab madam, ayie sab mil kar Khana khate hai,
PJ Samaj jati ha krisha ke mana Karne ki waja isi Liye PJ Apne 2 lunches mei se ik lunch utha kr krisha ke pass ja kar Aram se rakh deti hai
Krisha: ye Kiya
PJ: aap is liye nahi a Rahi thi ke Aapke paas daba nahi hai to ye aap ka daba, aiye ab table pr or sab ke Sath mil kar khate ha khana
CC: madam ye bi koi baat hui, hum sab ik family hai, ik dsre ke Sath har cheez share Karte hai to lunch bi karenge na
All of them sit at the table
(krisha remembers some blurred black and white memories in flashback)
Kapoor Mansion
HM: please it’s a request
Mrs. Kapoor man jati hai
Mai abi Krisha ke papa ko bi batati ho and assure hu hum dono aap ke Sath Lucknow jayenge ,
hamari Khushi hamri beti ki khushiyoon mei hai
Along with MS, MR, and MRS Kapoor way to Lucknow
Thana :
krisha opens her lunch, suddenly a smile came on her face when she sees her favorite suji ka halwa in the box
krisha: are wah Mera manpasand halwa ( wo jaldi se chamach uthati hai or khane lag jati hai, khane me wo itni magan ho jati hai ke unhe pata hi nahi lagta kab sab unko dekh Rahe hote hai,
sab ke sab emotional ho jate hai, they remember Their moments on the table spent with ks
PJ remember’s in flashback ( when Karishma is eating halwa, she remembers once KS said to her, Amma hum apse jitna bi dur Kyu na chale Jaye, Kitna bi naraz hojaye, aap bas Apne hatho ka bana Hua halwa Le ana hum Duniya ke jis bi Kone mei honge, hum bag kar Apke pas a Jayenge)
KS ke Jane ke bad ishii umeed pr PJ har Roz wo halwa bana kr lati ke AJ hosakta hai KS aa Jaye to wo unhe Apne hathoo se halwa khilaye
BIllu: krisha ko halwa khata dekh kr, ( in Mind) Madam Thora SA to mere Liye chor do)
suddenly Krisha ki Nazar sab pe parti hai, sab unhe khata dekh Rahe hote hai,
krisha: sorry wo hame pata nhi Laga kab hum Sara khtm kar Gye, ye last bite hai Sirf
SS: nahi madam aap khaiye, hum ne subo kha Liya tha
way to Lucknow
HM ko aisa feel hota hai ke koi unka peecha kar Raha hota hai, wo peeche dekhti bi hai but then unhe lagta k shayad unka koi weham hai, isliye phir woh Dobara nahi dekhti.
Suddenly a man comes from behind and tries to attack Mr. and Mrs. Kapoor but HM saves them or is chakkar mei unhe Goli lag jati hai
same time on the other hand
krisha feels a strange pain in her arm
she shouts Ai Amaa,
When she Shouts Amma( the way ks called PJ) PJ gets up from her chair and goes near to her,
Baki sab bi krisha ke paas pounch jate hai
PJ: abhi Apne Kiya bola
KK: hum ne bola nahi chilaye
SS: PJ wahi pouch Rahi hai Kiya Chilaya
KK: santu ko dekhti hai
SS: nahi Mera matlb madam ke Kyu chilaye
Krisha: wo mere bazu achanak se bohat Dard krne Laga, pata nahi Kiya Huwa
PJ: Kya Hua bazu ko dikhaiye hame?
krisha mana krti hai or kehti hai nai hum dekh lenge
PJ krisha ke mana karne ke bawjood, she cares her arm or poochti hai kaha Dard hai,
krisha unko batati hai ke Yaha pe Dard hai. PJ bohat payar se unke Dard ko Gaib Karne ki koshish kr Rahi Hoti hai
wo sab KS ke pass hi hote hai ke achnak thane ke bahir gari( car) ki awaz sunai deti hai
CC : Lagta hai MS a Gye
SS: PJ chale bahir
Krisha: ( in mind) MS pr itni rat ko Kyu ayen gi wo Thana?
PJ to Krisha: ab aap ka Dard kesa hai
krisha: behtar hai ( krisha chaliye bahir chalte hai)
PJ: G
Sab bahir chale jate hai
car mei se pehle, MR and MRS Kapoor nikalte hai, krisha unko dekh kr Khush hojati hai or man hi man sochti hai mummy papa yaha kaise
Krisha age Bhar kr unko hug Karti hai or unse payar leti hai
MR and Mrs. Kapoor: Kesi hai Hamari Beti.
Krisha: ik dam first class ( still usko pain ho Raha hota hai arm mei but wo ye unko nahi Batana chahti take wo pareshan na ho jaye )
PJ peeche se Khare ho kar ye sab dekhti hai or in mind thinking about MS ( MS kidhar hai)
to be continued
The post Madam Sir : Kareena Fan Fiction A New Beginning (Part 16) appeared first on Telly Updates.
0 comments:
Post a Comment